Report mein number aaya hai.Ab kya karna hai?
HbA1c 8.2% ka matlab internet bata dega. Hum wo batate hain jo log us number ke baad galat samajh lete hain — aur uske baad ka next step.
Ye free tool abhi ban raha hai. Na email, na payment — bas ek number aur uska card.
Action Cardsample
Aapka number
8.2%HbA1c
यह पिछले 2–3 महीने का औसत है, आज की रिपोर्ट नहीं।
lab range 4.0–5.6%
Sabse common galat explanation
“आम का सीज़न था, इसी लिए HbA1c बढ़ गया।”
Reality check
दो हफ़्ते के आम इस औसत को इतना नहीं बढ़ाते। यह 2–3 महीने का पैटर्न है।
Ab kya karna hai
guide meinKya NAHI karna hai
guide meinDoctor se kya poochhein
guide meinMarkers
Har marker ka apna card, usi chhe hisson mein.
HbA1c%2–3 mahine ka sugar average
FBSmg/dLkhaali pet ka sugar
PPmg/dLkhaane ke 2 ghante baad ka sugar
Creatininemg/dLkidney
eGFRmL/minkidney ka filter rate
Triglyceridesmg/dLlipids
Urine albuminmg/gkidney ki early warning
B12pg/mLdiabetes mein common kami

Kaun likh raha hai?
Dr S Krishna Prasanthi, MBBS · Consultant Physician
- Postgraduate training in Pharmacology, PGIMER Chandigarh
- 5 saal Consultant Physician
- 7,500 diabetic patients · 6 health camps
Ye guide aapke doctor ki jagah nahi leti. Hum kisi dawa, dose ya diagnosis ke baare mein nahi batate.
Check free rahega. Poori guide ₹249 — 7 din mein refund, koi sawaal nahi.